• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nikalo Koi to Surat Ki Tirgi Kam Ho

Nikalo Koi to Surat Ki Tirgi Kam Ho

nikalo koi to surat ki tirgi kam ho

hamara ghar hi jala do jo raushni kam ho

hamare ahd ko raas aa ga.i vo bad-e-sumum

ki jis men maut ziyada ho zindagi kam ho

zamane kaise tujhe apni raah par laa.e

ham ahl-e-ishq ki kaise ye bebasi kam ho

kisi tarah to numa.ish ka ye nasha utre

kisi tarah to dikhave ki zindagi kam ho

ye kya hamesha vafa-o-ḳhulus ki baten

kuchh aisi baat karo jo kahi suni kam ho

koi jatan to karo dosto bulao use

miri nigah ki us ki ye pyaas hi kam ho

tumhara mera ye rishta ajiib hai ki jahan

na dosti hi ghaTe aur na dushmani kam ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Koi Dost Dushman Ho Sharik-Dard-O-Gham Mera

Dil Mein Agar Na Ishq-O-Mohabbat Ki Chah Ho

Nawah-E-Jaan Mein Ajab Hadisa Hua Ab Ke

poet

Rah-E-Hayat Mein Dil-E-Viran Duhai De

obaidullah-khan-mubtala

Tera Bulbul Hun Tujh Gul Ki Qasam Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet