• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / taDap Ke Haal Sunaya to Aankh Bhar Aai

taDap Ke Haal Sunaya to Aankh Bhar Aai

taḌap ke haal sunaya to aankh bhar aa.i

jo us ne zaḳhm dikhaya to aankh bhar aa.i

thi jis charagh se qaa.em miri umid-e-sahar

hava ne us ko bujhaya to aankh bhar aa.i

zamane-bhar ka sitam sah ke muskurata raha

fareb apnon se khaya to aankh bhar aa.i

hamare shahr ki galiyon men qahr Dhate hue

lahu ka sail dar aaya to aankh bhar aa.i

saba ne aah ḳhizaon ke saath mil kar phir

gulon ka rang uḌaya to aankh bhar aa.i

jabin-e-hal pe maazi ki talḳh yadon ne

sunahra naqsh banaya to aankh bhar aa.i

tamam umr to apnon ki Thokaron men rahe

kisi ne sar pe biThaya to aankh bhar aa.i

bichhaḌte vaqt kisi ne jo pyaar se ‘shamsi’

machal ke haath hilaya to aankh bhar aa.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Fariyaad Hai Ab Lab Par Jab Ashk-Fishani Thi

hatim-ali-mehr

Ajab Hai Mehr Se Us Shokh Ki Visal Ka Waqt

Sang Ek Aur Gira Dil Ke Nihan-KHane Mein

Hath Thame Chal paDa Hai Qafila Ummid Ka

haidar-ali-aatish

Is Shash-Jihat Mein Khub Teri Justuju Karen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet