• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tabir Se Mahrum Tere KHwab Bahut The

Tabir Se Mahrum Tere KHwab Bahut The

ta.abir se mahrum tire ḳhvab bahut the

saada si kahani thi magar baab bahut the

aa lagti kinare se miri kashti-e-jan bhi

shayad ki mire paanv men girdab bahut the

be-nam hue naam ki takrim ke hathon

pahchanta kya koi ki alqab bahut the

afsos tamavvuj unhen sahil pe na laaya

anmol guhar varna tah-e-ab bahut the

har lahza badalti hui rut bas men nahin thi

joban pe thi barsat to shadab bahut the

kuchh ham bhi bahut se ga.e namnak hava men

kuchh tum bhi to amada-e-i.jab bahut the

ham apne hi paband nahin the kabhi ‘yasir’

uTh aa.e ki taqrib ke adab bahut the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tu Ab Ke Ajab Tarah Mila Hai

poet

Ab Un Pe Meri Aah Ka Hoga Asar Kahan

shahryar

Hans Raha Tha Main Bahut Go Waqt Wo Rone Ka Tha

poet

Kab Hai Manzur Ki Yun Jins-E-dil-E-Zar Bike

Siyahi Dhal Ke Palkon Par Bhi Aae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet