• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tabib Ho Ke Bhi Dil Ki Dawa Nahin Karte

Tabib Ho Ke Bhi Dil Ki Dawa Nahin Karte

tabib ho ke bhi dil ki dava nahin karte

ham apne zaḳhmon se koi dagha nahin karte

parinde uḌne lage hain ghurur ke tere

hava men kaghzi par se uḌa nahin karte

nakel Dalni hai nafs ke iradon par

bina lagam ke ghoḌe thama nahin karte

dua ko haath uThate nahin har ik ke liye

to ye bhi sach hai ki ham bad-dua nahin karte

ye surḳh andhiyan kya ‘chand’ ka bigaḌengi

buland peḌ hava se gira nahin karte

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Diye Hain Ranj Sare Aagahi Ne

poet

Raushni Se Tirgi Tabir Kar Di Jaegi

Aks Bhi Arsa-E-Hairan Mein Rakkha Hua Hai

Diwar-O-Dar Sa Chahiye Diwar-O-Dar Mujhe

Hamare Gham Ka Charcha Ho Raha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet