Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
akhtar-ul-iman

Tabdili

  • Nazm
  • Classic Poet
  • Poet: Akhtar-ul-Iman
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

is bhare shahr men koi aisa nahin

jo mujhe raah chalte ko pahchan le

aur avaz de o be o sar-phire

donon ik dusre se lipat kar vahin

gird-o-pesh aur mahaul ko bhuul kar

galiyan den hansen hatha-pai karen

paas ke ped ki chhanv men baith kar

ghanton ik dusre ki sunen aur kahen

aur is nek ruhon ke bazar men

meri ye qimti be-baha zindagi

ek din ke liye apna rukh mod le

More Poems

Ilm O Hikmat Mein Ho Agar Khwahish-E-Feme

Soz-E-darun Hamara Zahir Na Ho Kisi Par

Gham-Gusari

Sitara-Chashm Hai Aur Mehrban Hai

Meri Hatheli Mein Likkha Hua dikhai de

duniya Mein Koi dil Ka Kharidar Na Paya

Lekin Badi der Ho Chuki Thi

Hogi Wo dil Mein Jo Thani Jaegi

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.