• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Surkhi Badan Mein Rang-E-Wafa Ki Thi Kuchh dinon

Surkhi Badan Mein Rang-E-Wafa Ki Thi Kuchh dinon

kishwar-naheed

surkhi badan men rang-e-vafa ki thi kuchh dinon

tasir ye bhi us ki dua ki thi kuchh dinon

dhunde se us ke naqsh ulajhte the aur bhi

halat tamam karb-o-bala ki thi kuchh dinon

kaghaz pe tha likha hua har harf-e-lab-kusha

tahrir jism-e-saut-o-sada ki thi kuchh dinon

shakhon pe konpalon ko zabanen ata huiin

ye dilbari bhi dast-e-saba ki thi kuchh dinon

dil-sozi-e-vafa ko shakebai ki ata

shaistagi ye rang-e-hina ki thi kuchh dinon

ab hai kuduraton ka khula dasht aur main

chahat tamam teri raza ki thi kuchh dinon

kaifiyat-e-nashat thi khud hi se guftugu

‘nahid’ ye rida bhi haya ki thi kuchh dinon

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aa Gaya Yaad KHuda aaKHir-Kar

Yun uDati Hai Jo Hawa Mujhko

Shikasta Jism Darida Jabin Ki Jaanib

Pine Den Mai-Kashon Ko Jahan Bhi Piya Karen

poet

Dam-Bhar Jo Na Dekhe Tujhe Ai Rashk-E-Pari Aankh

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet