• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Surat Utar Na Jae Kahin Mahtab Ki

Surat Utar Na Jae Kahin Mahtab Ki

surat utar na jaa.e kahin mahtab ki

kah do ki baat jhuuT hai un ke shabab ki

sham-e-visal sej pe sharma.e juun dulhan

sharma.i yuun hain shaḳh pe kaliyan gulab ki

patthar uchhal dijiye yuun dil ki jhiil men

varna umiid rakhiye na mujh se javab ki

manzil qarib aa.i to bhaTka diya gaya

in rahbaron ne zindagi meri ḳharab ki

halat ne bigaḌ di ‘vahid’ ki shakl yuun

jaise ḳharab jild ho achchhi kitab ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Zindagi Hai Ishq Meri Ruh KHuddari Meri

Aabshaaron Ki Yaad Aati Hai

nazeer-akbarabadi

dekh Le Jo Aalam Uske Husn-E-Baala-dast Ka

Suragh-E-Jada-O-Manzil Agar Nahin Milta

Nind Ke Raushan Bab Ki Ab Bhi Gunjaish Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet