• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Suraj Zamin Ki Kokh Se Bahar Bhi Aaega

Suraj Zamin Ki Kokh Se Bahar Bhi Aaega

suraj zamin ki kokh se bahar bhi aa.ega

huun muntazir ki sub.h ka manzar bhi aa.ega

miTTi ka jism le ke chale ho to soch lo

is raste men ek samundar bhi aa.ega

har lahza us ke paanv ki aahaT pe kaan rakh

darvaze tak jo aaya hai andar bhi aa.ega

kab tak yunhi zamin se lipTe rahen qadam

ye zo.am hai ki koi palaT kar bhi aa.ega

dekha na tha kabhi miri ankhon ne a.ina

ehsas bhi na tha ki mujhe Dar bhi aa.ega

patthar ke saath bandh ke dariya men Daliye

varna ye jism Duub ke uupar bhi aa.ega

‘shahid’ baja ye zo.am ki gauhar-shanas ho

ye soch lo ki haath men patthar bhi aa.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Yun Lagta Hai Jaise Hum Dariya Ke ruKH Par Rahte Hain

Tamannaon Mein Uljhe Rah Gae Hain

Is Se Kya baDh Ke Bad-Nasibi Ho

Sufi

Tera Ishq Mujh Kun Hai Aab-e-Hayat

nasir-kazmi

Aaj Tujhe Kyun Chup Si Lagi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet