• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Faslon Ki Barf Pighlegi Mujhe Ye Dar Na Tha

Faslon Ki Barf Pighlegi Mujhe Ye Dar Na Tha

faslon ki barf pighlegi mujhe ye Dar na tha

is se pahle lams ka suraj mire sar par na tha

dil ke darvaze pe dastak de raha tha kaun tha

ik zara socha koi chehra koi paikar na tha

aa.ine ki zid thi banTe jaa.en chehron ke nuqush

varna main bhi kanch ki guḌiyon ka saudagar na tha

zard ThiThuri dhuup men pahne hue uryan badan

main ne pahchana vo divana na tha ḳhud-sar na tha

is se pahle ya to ‘iraj’ ne kabhi dekha na chand

ya kabhi is tarah pahle chand sho.ala-gar na tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sayyad Tumhaare Gham Ki Kisi Ko KHabar Nahin

poet

Zamane-Bhar Mein Koi Bhi Wafa-Sipas Nahin

Mausam-E-Gul Kunj-E-Gulshan Nikhat-E-Gesu Na Ho

sabiha-saba-1

Qalam Ko Is Liye Talwar Karna

zafar-iqbal

Ise Manzur Nahin Chhod Jhagadta Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet