• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phir to Sab Hamdard Bahut Afsos Ke Sath Ye Kahte The

Phir to Sab Hamdard Bahut Afsos Ke Sath Ye Kahte The

phir to sab hamdard bahut afsos ke saath ye kahte the

ḳhud hi laḌe bhanvar se kyuun zahmat ki ham jo baiThe the

dilon ke ilmon se vo ujala tha har chehra kaala tha

yuun to kisi ne apne bhed kisi ko nahin bata.e the

mathe jab sajdon se uThe to safon safon jo farishte the

sab is shahr ke the aur ham in sab ke janne vaale the

ahl-e-huzur ki baat na puchho kabhi kabhi un ke din bhi

soz-e-safa ki ik safravi uktahaT men kaTte the

qalinon par baiTh ke azmat vaale sog men jab ro.e

dimak lage zamir is izzat-e-gham par kya itra.e the

jin ki jiibh ke kunDal men tha nish-e-aqrab ka paivand

likkha hai un bad-suḳhanon ki qaum pe azhdar barse the

jin ke lahu se nikhar rahi hain ye sarsabz hameshgiyan

azlon se vo sadiq jazbon tayyab rizqon vaale the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aaj to Usne Yun Dekha Hai

poet

Dekhe-Bhaale Raste The

poet

Us Ka KHayal Dil Mein ghaDi Do ghaDi Rahe

poet

Raushan Hazar Chand Hain Shams-O-Qamar Se Aap

Sheikh Saadi

Story 16 – The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet