• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya KHak Kahun Matlab-E-Dildar Ke Aage

Kya KHak Kahun Matlab-E-Dildar Ke Aage

poet

kya ḳhaak kahun matlab-e-dildar ke aage

so aur suna.ega vo aghyar ke aage

bola tha jo aghaz-e-mohabbat men baḌa bol

aaya vahi aḳhir dil-e-bimar ke aage

roka hi kiya zabt-e-mohabbat sar-e-mahfil

sar jhuk hi gaya us but-e-ayyar ke aage

paida nahin duniya men dava-e-maraz-e-ishq

kya log na hote the is azar ke aage

fariyadi-e-be-dad-e-jafa jaan ke mujh ko

mahshar men vo chalte hue lalkar ke aage

marta hai kasi aur pe ab ghair suna hai

bolunga kabhi jhuuT na sarkar ke aage

aa jaa.e ‘nasim’ us ko tarahhum to ajab kya

chal le to chalen tujh ko tire yaar ke aage

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab Shahr Ki Aur Dasht Ki Hai Ek Kahani

poet

dilon Ko Todne Walo Khuda Ka Khauf Karo

poet

Paiham Udasiyon Se Bayaban Hai Zindagi

pirzada-qasim

Ayan Hum Par Na Hone Ki Khushi Hone Lagi Hai

Patthar Mujhe Sharminda-E-Guftar Na Kar De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet