• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sunta Nahin Hai Dil to Us Bewafa Ki Baaten

Sunta Nahin Hai Dil to Us Bewafa Ki Baaten

sunta nahin hai dil to us bevafa ki baten

kal par uTha ke rakkho us bevafa ki baten

dil hai udaas ab to is tazkire ko badlo

kyon ho musir ki sun lo us bevafa ki baten

aaj us ne hai rulaya ham ko bahut sataya

ham se na karna ab to us bevafa ki baten

TuuTe hain ḳhvab mere ab dafn in ko kar do

dohra bhi kyon rahe ho us bevafa ki baten

ham ko sameTna hain ab dil ki kirchiyan bhi

toḌa hai dil ko dekho us bevafa ki baten

us ki juda.i kaise ab ham ‘dua’ sahenge

kuchh der phir se kar lo us bevafa ki baten

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mayusi Ki Barf paDi Thi Lekin Mausam Sard Na Tha

Koi Tamir Ki Surat Nikalo

Dasht-E-Ghurbat Hai to Wo Kyun Hain KHafa Humse Bahut

kishwar-naheed

Hausla Shart-E-Wafa Kya Karna

poet

Unki Raftar Se dil Ka Ajab Ahwal Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet