• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Siyah-KHana-E-Jaan Mein Sharar-E-Shauq Ki Hai

Siyah-KHana-E-Jaan Mein Sharar-E-Shauq Ki Hai

siyah-ḳhana-e-jan men sharar-e-shauq ki hai

ye tazgi ye damak nau-bahar shauq ki hai

tamam zabza-o-divar zard hai phir bhi

dabi dabi si sada abshar-e-shauq ki hai

yahi badan se badan ka hai valihana kalam

miri ragon men jo masti ḳhumar-e-shauq ki hai

na tund-o-tez hava hai na mauj-e-tufan-ḳhez

yahi to umr miyan karobar-e-shauq ki hai

hai didani dar-o-divar aarzu ki chamak

ajiib raushni sham-e-mazar-e-shauq ki hai

nigah-e-naz fusun-afrin ko hai ma.alum

ki nok TuuTi hui dil men ḳhar-e-shauq ki hai

yahi hai nuqta-e-aghaz shahr-e-gul ‘ishrat’

isi dayar men ḳhushbu dayar-e-shauq ki hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ishq Miyan Is Aag Mein Mera Zahir Hi Chamka Dena

Ya Mulaqat Ke Imkan Se Bahar Ho Ja

kishwar-naheed

Cathorsis

poet

Hairan Si Hai Bhachak Rahi Hai

akhtar-hoshiyarpuri

Tufan Se Qarya Qarya Ek Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet