• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jis Dil Mein Ho Josh Jawani Ka Pahlu Mein Wo Ek Pal Kya Thahre

Jis Dil Mein Ho Josh Jawani Ka Pahlu Mein Wo Ek Pal Kya Thahre

jis dil men ho josh javani ka pahlu men vo ik pal kya Thahre

jab dil hi nahin ho qaabu men to siine pe anchal kya Thahre

hota hai jab surḳhi ka asar uḌ jaata hai rang siyahi ka

jis aankh men laali dauḌ ga.i us aankh men kajal kya Thahre

shishe men dekh vo apni ada jab shoḳh hasina sharma.e

aise men pasina aa jaa.e to maang pe sandal kya Thahre

ho laakh bhi zulfon ka saaya chehra vo magar kab chhupta hai

jab chand chamakne par aa.e to samne badal kya Thahre

rasta chalna iThlana ḳhud paanv se paanv ka Takrana

jab chaal ho aisi matavali to paanv men paa.el kya Thahre

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aalok-shrivastav

Wahi Aangan Wahi Khidki Wahi dar Yaad Aata Hai

aftab-hussain

Wo Sar Se Panw Tak Hai Ghazab Se Bhara Hua

poet

Nazar-Nawaz Hai Husn-E-KHajista-Pai Ab Bhi

Ret Pe Naqsh Banate Hue Thak Jate Hain

Ye Duniya Har Qadam Par Aadmi Ka Imtihan Kyon Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet