• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / zaKHm Par zaKHm Muhibban-E-Sitam Dete Gae

zaKHm Par zaKHm Muhibban-E-Sitam Dete Gae

zaḳhm par zaḳhm muhibban-e-sitam dete ga.e

tah-ba-tah jam ga.e gham phir bhi vo gham dete ga.e

ham unhen kashf ki surat nazar aa.e har vaqt

vo magar ham ko faqat ḳhvab-e-adam dete ga.e

gul the maqsud hamara tha samar ho jaana

toḌ kar shaḳh se kyon ranj-o-alam dete ga.e

ahl-e-batil ki ye sazish thi ki mafluj ho fikr

naam le le ke haqiqat ka bharam dete ga.e

ahal-e-quvvat ke isharon pe qalam chalta gaya

vo evaz men use ik ḳhaas raqam dete ga.e

lagta hai ruk si ga.i valiyon ki afza.ish-e-nasl

aur shaitanon ko shaitan janam dete ga.e

Thahre mahbub unhen Thagne ka haq tha ‘javed’

hukm dete rahe jis chiiz ka ham dete ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bhartendu-harishchandra

Baal Bikhere Aaj Pari Turbat Par Mere Aaegi

poet

Dil Shadman Ho KHuld Ki Bhi Aarzu Na Ho

Sufi

Bain

Kuchh to Wufur-E-Shauq Mein Bais-E-Imtiyaz Ho

Ye Duniya Aani-Jaani Hai Koi Daim Nahin Rahta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet