• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Mera dard-E-dil Kya Jaante Hain

Wo Mera dard-E-dil Kya Jaante Hain

poet

vo mera dard-e-dil kya jante hain

tadapne ko tamasha jante hain

bahar-e-gul hai khaar ankhon men tujh bin

chaman ko ham to sahra jante hain

kahen kya hal-e-dil apna buton se

jo hai dil men tamanna jante hain

satana qatl karna phir jalana

vo be-taalim kya kya jante hain

malen ham kyuun na ankhen barg-e-gul se

ise tera kaf-e-pa jante hain

raqibon par sitam itna na kiije

unhen bhi aap ham sa jante hain

yahan tak ijz ke khugar hain ‘ghafil’

buron ko bhi ham achchha jante hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Rah-E-Dushwar Mein Chalna Sikho

Jhum Kar Gao Main Sharabi Hain

Dam-Ba-KHud Meri Ana Teri Ada Bhi Dam-Ba-KHud

Ye Baat Waqt Se Pahle Kahan Samajhte Hain

Main Dur Ho Ke Bhi Us Se Kabhi Juda Na Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet