• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Suni Kisi Ne Kahan Mere Intizar Ki Baat

Suni Kisi Ne Kahan Mere Intizar Ki Baat

suni kisi ne kahan mere intizar ki baat

har ik zaban pe rahi iḳhtiyar-e-yar ki baat

abhi hai vaqt chalo rabta bahal karen

dila.en yaad use ahd-e-pa.edar ki baat

abhi hain karb ke kuchh aur marhale baaqi

abhi chali hi kahan hai mire dayar ki baat

yahan shajar ka shajar daav par hai nadanon

tumhare lab pe vahi shaḳh-o-barg-o-bar ki baat

baḌa baligh ishara tha us ki baton men

hamara zikr tha aur raah ke ghubar ki baat

kisi ke dil ke ujaḌne ki baat hai ‘anvar’

ḳhizan ki baat nahin hai nahin bahar ki baat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Husn Ko Uske Khat Ka dagh Laga

poet

Husn-E-Zan Kaam Lije Bad-Gumani Phir Sahi

Junhi Nigah Mein Tera Chehra Utar Gaya

akhtar-hoshiyarpuri

Phir Ye Hua Ki Log darichon Se Hat Gae

poet

Adib Tha Na Main Koi baDa Sahafi Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet