• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Suna Hai Ye Jahan Achchha Tha Pahle

Suna Hai Ye Jahan Achchha Tha Pahle

suna hai ye jahan achchha tha pahle

ye jo ab dasht hai dariya tha pahle

jo hota kaun aata is jahan men

kise duniya ka andaza tha pahle

baḌi tasvir laTka di hai apni

jahan chhoTa sa a.ina tha pahle

samajh men kuchh nahin aata ab us ki

vo jo auron ko samjhata tha pahle

kiya ijad jis ne bhi ḳhuda ko

vo ḳhud ko kaise bahlata tha pahle

bahut kuchh bhi nahin kaafi yahan ab

bahut thoḌe se chal jaata tha pahle

ye divaren to hain is daur ka sach

khula har dil ka darvaza tha pahle

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Us Sitamgar Ki Mehrbani Se

Rahna Tum Chahe Jahan KHabron Mein Aate Rahna

Aap Apna Ru-E-Zeba Dekhiye

poet

Girya-E-Shab Ki Shahadat Ke Liye Jagte Hain

Agar Mizaj Hi Mein Gard Gard Hona Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet