• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Maula Kisi Ko Aisa Muqaddar Na Dijiyo

Maula Kisi Ko Aisa Muqaddar Na Dijiyo

maula kisi ko aisa muqaddar na dijiyo

dilbar nahin to phir koi digar na dijiyo

apne saval sahl na lagne lagen use

aate bhi hon javab to far-far na dijiyo

chadar vo dijiyo use jis par shikan na aa.e

jis par shikan na aa.e vo bistar na dijiyo

aa.e na kar-e-shukr-guzari pe koi harf

jab dijiyo to zarf se baḌh kar na dijiyo

bikhrao kuchh nahin bhi simaTte mire aziiz

apne kisi ḳhayal ko paikar na dijiyo

tafriq rahne dijiyo tarif-o-tanz men

ab ke sharab zahr mila kar na dijiyo

ya dil se tark kijiyo dastar ka ḳhayal

ya us muamle men kabhi sar na dijiyo

kahiyo ki tu ne ḳhuub bana.i hai ka.enat

lekin use likha.i ke number na dijiyo

me.aar se siva yahan raftar chahiye

‘javvad’ us ko aḳhiri over na dijiyo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ajib KHwab Tha Hum Bagh Mein khaDe Hue The

poet

Dhup Saron Par Aur Daman Mein Saya Hai

Achchha Hua Ki Ishq Mein Barbaad Ho Gae

Chap Aae Ki Mulaqat Ho Aawaze Se

Bechain Wo Rahta Hai Mere Pas Se Ja Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet