• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sulagti Nazron Ka Khwab Ho Tum

Sulagti Nazron Ka Khwab Ho Tum

saima-nasim-bano

sulagti nazron ka khvab ho tum

mohabbaton ka shabab ho tum

samajh na paai jise kabhi main

kitab-e-dil ka vo baab ho tum

kaho to juz daan men chhupa luun

khuli hui ik kitab ho tum

bichhe the rahon men phuul kitne

jo bha gaya vo gulab ho tum

bura kahe tum ko laakh duniya

mire to ali-janab ho tum

nahin hai bas main tumhen bhulana

ajab tarah ka azaab ho tum

laga ki manzil tumhi ho lekin

nazar ka meri sarab ho tum

vafa se aari sahi mizajan

vafa ka meri javab ho tum

kai savalon men tum ghire ho

magar bahut la-javab ho tum

ulat ke rakh di hai meri duniya

hayat ka inqalab ho tum

main raag rang aur raqs jaisi

ghazal tarannum rabab ho tum

ye nashsha tuuta na zindagi-bhar

bahut purani sharab ho tum

ai jaan ‘bano’ ye jaan lo ab

ba-zat-e-khud intikhab ho tum

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Adib Tha Na Main Koi baDa Sahafi Tha

abdul-hamid-adam

Kitni Sadiyon Se Azmat-e-Adam

Man-O-Tu Ka Hijab uThne Na De Ai Jaan-E-Yaktai

Chehre Se Zindagi Ki Chamak KHatm Ho Gai

Bedam Shah Warsi

Khinchi Hai Tasawwur Mein Taswir-e-Ham-Aghoshi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet