• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khule Jo Hum to baDhe Hum Mein Fasle Kitne

Khule Jo Hum to baDhe Hum Mein Fasle Kitne

poet

khule jo ham to baḌhe ham men fasle kitne

ba-ja-e-shukr karam lab pe the gile kitne

kabhi salib kabhi zahr aur kabhi ḳhanjar

sabat-e-ishq mile hain tujhe mile kitne

koi gulu pe koi haath jeb-o-dastan par

rahe hain charagaron se muqable kitne

visal-o-hijr to do lafz hain mohabbat men

ta.alluqat men hain aur silsile kitne

hui hai ishq men tash.hir chak-daman ki

ye dekhiye to ki chak-e-jigar sile kitne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tuk to KHamosh Rakho Munh Mein Zaban Sunte Ho

mirza-raza-barq

dekhi Jo Zulf-E-Yar Tabiat Sambhal Gai

poet

Rahraw Se Sarokar Na Manzil Ki KHabar Hai

Saya Mera Saya Wo

akbar-allahabadi

darbar 1911

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet