• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nisbat Wahi Mah-E-Asman Se

Nisbat Wahi Mah-E-Asman Se

poet

nisbat vahi mah-e-asman se

laaen tashbih-e-rukh kahan se

missi ki sifat bayan na hogi

sausan bhi kahe jo sau zaban se

tashbih jo maang ki na haath aae

laun main maang kahkashan se

sauda hai jo bulbulon ko gul ka

tinke chun laaen ashiyan se

ye harij-e-shab vo mane-e-roz

darban se ladun ki pasban se

jitenge na ham se bazi-e-ishq

aghyar ke pit padenge panse

hai qadr-e-sukhan ‘sakhi’ ko hasil

yaan ke har piir aur javan se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Us Hasin Ke KHayal Mein Rahna

poet

Shauq Kahta Hai Ki Chaliye Ku-E-Jaanan Ki Taraf

poet

Wahshat Ko Sana Chhupae Rakhna

Bahana Kar Liya Phir Se Haya Ka

Dekhte Hain Jab Kabhi Iman Mein Nuqsan shaiKH

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet