• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sukut Se Bhi suKHan Ko Nikal Lata Hua

Sukut Se Bhi suKHan Ko Nikal Lata Hua

sukut se bhi suḳhan ko nikal laata hua

ye main huun lauh-e-shikasta se lafz uThata hua

makan ki tangi o tariki besh-tar thi so main

diye jalata hua a.ine banata hua

tire ghayab ko maujud men badalte hue

kabhi main ḳhud ko tire naam se bulata hua

charagh jalte hi ik shahr munkashif ham par

aur us ke baad vahi shahr Duub jaata hua

bas ek ḳhvab ki us qarya-e-badan se hunuz

navah-e-dil talak ik rasta sa aata hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tan Se Jab Tak sans Ka Rishta Rahega

poet

Tere Diwane Izhaar-E-Mohabbat Kar Nahin Sakte

Yun Tasawwur Mein Khile Gul Hain Teri Baat Ke Baad

Umr-Bhar Kuchh Is Tarah Hum Jagte Sote Rahe

aisha-ayyub

Din Guzra Aur Sham dhali Phir Wahshat Le Kar Aai Raat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet