• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sukhe Hue daraKHt Ke Patton Ko Dekhna

Sukhe Hue daraKHt Ke Patton Ko Dekhna

sukhe hue daraḳht ke patton ko dekhna

phir chehra-e-hatyat ke zaḳhmon ko dekhna

ḳhush-rangi-e-hayat ka paoge aks tum

patthar uchhal kar zara lahron ko dekhna

meri nazar men ye bhi ibadat ḳhuda ki hai

shafqat bhari nigah se bachchon ko dekhna

is vaste main paas hi rakhta huun aa.ina

mushkil hai apni aankh se jazbon ko dekhna

taḳhrib-e-ka.enat ki zinda misal hai

sahil pe intishar ke zaḳhmon ko dekhna

jakḌenge ek din vahi rishton ke jaal men

ho jaa.e dhund saaf to apnon ko dekhna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-nadeem-qasmi

Labon Pe Narm Tabassum Racha Ke dhul Jaen

Jo Barishon Mein Jale Tund Aandhiyon Mein Jale

bashar-nawaz

Chup-Chap Sulagta Hai diya Tum Bhi To dekho

ahmad-hamesh

Jism Ka Nizam

Har Ek Lamha Hamein Humse Juda Karti Hui Si

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet