• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mizhgan Ne Roka Aankhon Mein dam Intizar Se

Mizhgan Ne Roka Aankhon Mein dam Intizar Se

Sufi

mizhgan ne roka ankhon men dam intizar se

uljhe hain khaar daman-e-bad-e-bahar se

matlab khizan se hai na gharaz hai bahar se

ham dil utha chuke chaman-e-rozgar se

ye gul khila na lala-rukhon ke firaq men

ham daagh le chale chaman-e-rozgar se

bismil jo hain to ham hain tadapte jo hain to ham

vo khush hain said-gah men sair-e-shikar se

aghaz-e-ishq hai vo badhate hain rasm-o-rah

ham dil men khauf karte hain anjam-e-kar se

un ko hua jo nashsha-e-mai meri ban padi

parda khula na daman-e-mauj-e-khumar se

kalkatta se bhi kijiye hasil koi to ilm

sikhenge sehr-e-samri ham chashm-e-yar se

ai ‘mehr’ ye ghazal vo pur-ejaz-o-garm hai

‘atish’ agar sune nikal aae mazar se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Junun-E-Shauq Ki Dar-O-Rasan Ki Baat Chali

poet

Ye Kya Ki Parda-E-Alfaz Mein Chhupae Mujhe

Bhar Jaenge Jab zaKHm to Aaunga Dobara

Bas Teri Had Se Tujhe Aage Rasai Nahin Di

Apni Zulfon Ko Dho Rahi Hai Shab

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet