Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
nida-fazli

Jise dekhte Hi Khumari Lage

  • Ghazal
  • Top Rated Poet
  • Poet: Nida Fazli
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

jise dekhte hi khumari lage

use umr saari hamari lage

ujala sa hai us ke charon taraf

vo nazuk badan paanv bhari lage

vo sasural se aai hai maike

use jitna dekho vo pyari lage

hasin suraten aur bhi hain magar

vo sab saikadon men hazari lage

chalo is tarah se sajaen use

ye duniya hamari tumhari lage

use dekhna sher-goi ka fan

use sochna din-dari lage

More Poems

Ai Saba Kah Bahaar Ki Baaten

Mujh Sin Aur dilruba Sin Hai An-Ban

Khwabon Ki Haqiqat Bhi Bata Kyun Nahin dete

Wasl Ki Shab Bhi Khafa Wo But-E-Maghrur Raha

Jata Raha Qalb Se Sari Khudai Ka Ishq

Hum dhundte Hain Bagh Mein Is Gul-Ezar Ko

Ye Jis Ne Jaan di Hai Nan dega

Laghzish-e-Saqi-e-Mai-Khana Khuda Khair Kare

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.