• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rang Laya Mera Be-Barg-O-Nawa Ho Jaana

Rang Laya Mera Be-Barg-O-Nawa Ho Jaana

rang laaya mira be-barg-o-nava ho jaana

itna asan na tha us ka ḳhuda ho jaana

kaun avaz baras ban ke raha mahmil-e-naz

kis ki qismat men hai sahra ki sada ho jaana

hashr tak be-gunahi naaz karegi mujh par

vo mira teri nigahon men bura ho jaana

mujh pe vo vaqt paḌa hai ki shikayat kaisi

tujh ko lazim tha ba-har-hal ḳhafa ho jaana

meri taqdir pe tohmat hi uTha.i jaati

tujh ko zeba na tha yuun ḳhud se juda ho jaana

aaj tak yaad hai kaifiyyat-e-jan tere huzur

sar se pa tak vo mira dast-e-dua ho jaana

‘shaz’ kaanp uTThe mire tark-e-mohabbat ke qadam

vo kisi pursish-e-pinhan ka bala ho jaana

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Waqt KHush-KHush kaTne Ka Mashwara Dete Hue

Jaise Bhi Ye Duniya Hai Jo Kuchh Bhi Zamana Hai

Haal Mein Jine Ki Tadbir Bhi Ho Sakti Hai

Ghazal Ke Shanon Pe KHwab-E-Hasti Ba-Chashm-E-Pur-Nam Thahar Gae Hain

Maine Wo Nazm Likhi Hai Ki KHuda Jaanta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet