• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / suKHan Kiya Jo KHamoshi Se Shaeri Jagi

suKHan Kiya Jo KHamoshi Se Shaeri Jagi

suḳhan kiya jo ḳhamoshi se sha.eri jaagi

charagh lafzon ke jal uTThe raushni jaagi

zid-e-malal-o-masarrat men umr biit ga.i

ye dev soya na vo ḳhvab ki pari jaagi

tu barf dard samundar men iztirab aaya

to ḳhushk-chashm jazire men kuchh nami jaagi

vahan zaban pe samundar ki ḳhushkiyan ubhrin

yahan zamin ke honTon pe kuchh hansi jaagi

nazar nazar men sama.in halavaten ‘shahpar’

ḳhayal-e-lams-o-nazara men sarḳhushi jaagi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jahan Koi Nahin Hota Hai Wahan chiKHta Hai

Har kaThin moD Pe Bante Hain Sahaare Mere

ahmad-sajjad-babar

Raat dekha Tha Bhagta Jangal

Jab Tak Hum Hain Mumkin Hi Nahin Na-Mahram Mahram Ho Jaen

Dil Ki shaKHon Pe Umiden Kuchh Hari Bandhe Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet