Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
gulzar

Phulon Ki Tarah Lab Khol Kabhi

  • Ghazal
  • Top Rated Poet
  • Poet: Gulzar
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

phulon ki tarah lab khol kabhi

khushbu ki zaban men bol kabhi

alfaz parakhta rahta hai

avaz hamari tol kabhi

anmol nahin lekin phir bhi

puchh to muft ka mol kabhi

khidki men kati hain sab raten

kuchh chauras thiin kuchh gol kabhi

ye dil bhi dost zamin ki tarah

ho jaata hai danva-dol kabhi

More Poems

Zamir-e-Khak Shah-e-do-Sara Mein Raushan Hai

Kabhi Khud Pe Kabhi Haalat Pe Rona Aaya

Qayamat

Sawal

An-dekhi Lahren

Bahaar Aai

Aanch To diye Ki Thi Sardiyon Ki Shamon Mein

darwesh Qaid-E-Gham Mein dil-E-Zar Ho Gaya

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.