• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Suhulat Kam Pareshani Bahut Hai

Suhulat Kam Pareshani Bahut Hai

poet

suhulat kam pareshani bahut hai

mohabbat men ye asani bahut hai

bahut lagti hai dil ko is liye bhi

tumhari baat la-yani bahut hai

use ḳhatra hai pyasa daman-e-dil

hamari aankh men paani bahut hai

yahin kar lete hain sahra-navardi

hamare ghar men virani bahut hai

ye manzar hi kuchh aisa hai ki ya phir

miri ankhon men uryani bahut hai

chale jaana hai is basti se ham ne

ye basti ham ko yaad aani bahut hai

samajhta hi nahin vo shaḳhs ‘nami’

use har baat samjhani bahut hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jism Taza Gulab Ki Surat

poet

Humne Sikha Hai Mohabbat Karna

Tere Raste Mein baiThe Hain to isMein Kya Burai Hai

Tilism-E-Lafz-O-Maani Ko Tar Tar Karen

Yun to Hai Sahl Har Ek Kaam Ka Aasan Hona

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet