• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Subut Apni Mohabbat Ka Use Dena Zaruri Tha

Subut Apni Mohabbat Ka Use Dena Zaruri Tha

subut apni mohabbat ka use dena zaruri tha

uḌana ḳhaak karna chaak daman ka shu.uri tha

sharar-e-sang se hasb-e-zarurat aag raushan ki

ye ḳhaki apni fitrat men na naari thana nuuri tha

kanar-e-rah jo ashjar the saa.e ki ḳhatir the

batana kaam sang-e-mil ka manzil se duuri tha

sitam Dhana mukarna aur mujhe ḳhamosh kar dena

mohabbat men ravayya us ka chori sina-zori tha

ḳhuda-hafiz ki aane ko hai apni manzil-e-maqsud

qayam apna jahan men mustaqil kab tha uburi tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Thi Kuchh Na KHata Phir Bhi Pasheman Rahe Hain

Jo Hamare Waste Sab Din the Iman The

Sulagti Nind Ke Girdab Se Nikal Aaya

poet

Zamin Kahin Hai Meri Aur Aasman Kahin

Main Ye Din-Raat Badal Dalungi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet