• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek khiDki Gali Ki Khuli Raat Bhar

Ek khiDki Gali Ki Khuli Raat Bhar

ek khiḌki gali ki khuli raat bhar

muntazir jaane kis ki rahi raat bhar

ham jalate rahe apne dil ke diye

tirgi qatl hoti rahi raat bhar

meri ankhon ko kar ke ata ratjage

meri tanha.i soti rahi raat bhar

ek ḳhushbu darazon se chhanti hui

dastaken jaise deti rahi raat bhar

dil ke andar koi jaise chalta raha

chaap qadmon ki aati rahi raat bhar

ek tahrir jo us ke hathon ki thi

baat vo mujh se karti rahi raat bhar

ek surat ‘ali’ thi jo jan-e-ghazal

mere sheron men Dhalti rahi raat bhar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mah-E-Man Shama Tuman dil Ke Shabistan Mein Aa

Is Bar Mile Hain Gham Kuchh Aur Tarah Se Bhi

Uftad Tabiat Se Is Haal Ko Hum Pahunche

poet

Mere dil Ki Ab Ai Ashk-E-Nadamat Shust-O-Shu Kar de

ahmad-ata

Bebasi Aisi Bhi Hoti Hai Bhala

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet