• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shoale Se chaTakte Hain Har sans Mein KHushbu Ke

Shoale Se chaTakte Hain Har sans Mein KHushbu Ke

poet

sho.ale se chaTakte hain har saans men ḳhushbu ke

aa.i hai saba shayad vo phuul sa tan chhu ke

ehsas ke jangal men ik aag bhaḌakti hai

jhonke kisi gulshan men hain raqs-kunan lu ke

auron ne bhi puuja hai ai dost tujhe lekin

yaksan to nahin hote jazbat man-o-tu ke

ye ahd-e-tamanna bhi ik daur-e-qayamat hai

jab husn piye aansu aur ishq lahu thuke

ham ḳhosha-e-gandum ko jannat se yahan laa.e

phir bhi tire divane duniya men rahe bhuke

vo dard ko chinta tha palkon se sitaron ko

naghmon men badalta hai ehsas ke lab chhu ke

kuchla hai bahut dil ko sangin haqa.eq ne

phir bhi na ‘zafar’ bhule qisse ruḳh-o-gesu ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mahaul Tirgi Ka Muqaddar baDha Gaya

poet

Hawas Kije Na Umr-E-Jawedan Ki

Sach Hai Ya Phir Mughaalta Hai Mujhe

Ab Ke Barish Ko Bhi to Aane De

abhay-kumar-bebak

Khatm Un Ke Kabhi Sitam Na Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet