• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Subh-Dam Kaun Ye Nindon Se Jaga Deta Hai

Subh-Dam Kaun Ye Nindon Se Jaga Deta Hai

sub.h-dam kaun ye nindon se jaga deta hai

raat ko lori sunata hai sula deta hai

baat badle ki yahan tak use le aa.i hai

vo miri yaad ko suuli pe chaḌha deta hai

us ki niyyat men hai kya vo to ḳhuda hi jaane

mera dushman mujhe jiine ki dua deta hai

jada-e-ishq men darkar hai iḳhlas-e-amal

zarra-zarra jahan paigham-e-vafa deta hai

abr ka TukḌa hi sar par mire vo bhijvata

reg-zaron men jo sabze ko uga deta hai

mashghala us ka abhi tak hai vahi sunte hain

ret pe likh ke mira naam miTa deta hai

ham samajhte hain kami-beshi tavajjoh ki tiri

kaun hai dard baḌhata hai ghaTa deta hai

hasb-e-taufiq amal bhi hai zaruri ‘najmi’

kamyabi to ba-har-hal ḳhuda deta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-ansari

Apni Ujdi Hui duniya Ki Kahani Hun Main

poet

Nash Us Aashiq-E-Nashad Ki Uthwane do

Meri Nigah Mein Lamhon Ka KHwab Utra Tha

asif-ud-daula

Jis din Se Yar Mujhse Wo Shokh Aashna Hua

Muqarrebin Mein Ramz-Ashna Kahan Nikle

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet