• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Kalam / Su-e-Kaba Ya Su-e-Ku-e-Butan Le Jaega

Su-e-Kaba Ya Su-e-Ku-e-Butan Le Jaega

Sufi

su-e-kaaba ya su-e-ku-e-butan le jaega

sach bata josh-e-junun mujh ko kahan le jaega

jaenge mulk-e-adam ko din-o-iman chhod kar

sar pe apne kaun ye bar-e-garan le jaega

hai yaqin us dil ke hathon jaan ek din jaegi

khinch kar maqtal men bahr-e-imtihan le jaega

khud irada but-kada ka hai na kaaba ki havas

jaenge vaaiz jahan pir-e-mughan le jaega

chhod kar bismil gaya be-rahm ye samjha na haae

dil men arman-e-shahadat nim-jan le jaega

ku-e-janan bhi na chhoda khana-virani ke baad

dekhna hai ab kahan ye asman le jaega

aae the ‘aughat’ jahan men thokaren khane ko ham

jaenge ye ab-o-dana ab jahan le jaega

Filed Under: Kalam Tagged With: Sufi Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tanhaiyon Ka Habs Mujhe kaTta Raha

Kaisi Kaisi Aayaten Mastur Hain Nuqte Ke Bich

Kisi Ke Muntazir Rahna Na Darwaza Khula Rakhna

Bikhere Zulf ruKH Par Kaun Ye Baala-E-Baam Aaya

ahmad-ali-barqi-azmi

Jab Se Mein Ne dekha Hai Ek Khushnuma Chehra

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet