• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Sahifa Naya Utra Hai Suna Hai Logo

Ek Sahifa Naya Utra Hai Suna Hai Logo

raziya-faseeh-ahmad

ik sahifa naya utra hai suna hai logo

marna dost ka bhi jis men rava hai logo

ham ne jo kuchh na kya us ki saza bhi paai

aur vo jo bhi kare sab hi rava hai logo

zulm ki had hai jahan khatm vahan par vo hai

dhund lo us ko yahi us ka pata hai logo

dil men ik shola-e-ummid tha so sard hua

chand mathe ka mire kab ka bujha hai logo

jis ko tum kahte ho khush-bakht sada hai mazlum

jiina har daur men aurat ka khata hai logo

dekhiye zakhm ka kya haal hua hai ‘raziya’

aaj to dard mira had se siva hai logo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sab Ke Labon Pe Aaj Barabar Hai Ye Siwa

aatish-indori

Ulfaton Ka Khuda Nahin Hun Main

Zarra Jo Koi Mehr Ke Misdaq Ho Gaya

Bedam Shah Warsi

Justuju Karte Hi Karte Kho Gaya

Kafan Jab Si Rahe the Log Mera

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet