• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Samjhe dil Fareb-E-Arzu Ko

Na Samjhe dil Fareb-E-Arzu Ko

hasrat-mohani

na samjhe dil fareb-e-arzu ko

na ham chhoden tumhari justuju ko

tiri talvar se ai shah-e-khuban

mohabbat ho gai hai har gulu ko

vo munkir ho nahin sakta fusun ka

suna ho jis ne teri guftugu ko

taghaful is ko kahte hain ki us ne

mujhe dekha na mahfil men udu ko

nahin paani to mai-khane men ai shaikh

jo kuchh maujud hai laun vazu ko

samajhta hi nahin hai kuchh vo bad-khu

na khud mujh ko na meri aarzu ko

na bhula ghar ke aada men bhi ‘hasrat’

tire farmuda-e-la-taqnatu ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Sitara Na Hi Hum Shams-O-Qamar Chahte Hain

bhaTka Karunga Kab Tak Rahon Mein Teri Aa Kar

poet

Har Ek Achchhe-Bure Se Wasta Hai

aanis-moin

Milan Ki Saat Ko Is Tarah Se Amar Kiya Hai

poet

Dar-Pesh Nahin Naql-E-Makani Kai Din Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet