• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sona Tha Jitna Ahd-E-Jawani Mein so Liye

Sona Tha Jitna Ahd-E-Jawani Mein so Liye

sona tha jitna ahd-e-javani men so liye

ab dhuup sar pe aa ga.i hai aankh kholiye

yaad aa gaya jo apna gareban bahar men

daman se munh lapeT liya aur ro liye

ab aur kya karen tire tark-e-sitam ke ba.ad

ḳhud apne dil men aap hi nashtar chubho liye

parvana-e-riha.i-e-ḳhama to mil gaya

lekin huzur ab dar-e-zindan bhi kholiye

apne liye ta.ayyun-e-manzil koi nahin

jo bhiiḌ jis taraf ko chali saath ho liye

thi nagavar-e-tab.a tujhe sadgi-e-ishq

le aaj ham ne palkon men moti piro liye

har ik ba-zom-e-ḳhvesh jahan ho suḳhan-shanas

behtar ye hai ‘saba’ ki vahan kuchh na boliye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bala Se Koi Hath Malta Rahe

allama-iqbal

Khudi Ki Khalwaton Mein Gum Raha Main

Buton Ki Agar KHud-Numai Na Dekhun

poet

Hasti Ke Har Ek moD Pe Aaina Bana Hun

haidar-ali-aatish

Aisi Wahshat Nahin dil Ko Ki Sambhal Jaunga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet