• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Soch Mein Tere Suna Raat Jo Khatka-Patka

Soch Mein Tere Suna Raat Jo Khatka-Patka

poet

soch men tere suna raat jo khatka-patka

sar ko takiye se utha patti pe de de patka

tu ne gar kanghi jo kakul ko pakad kar jhatka

dil pada phirta hai sar marta bhula-bhatka

lakht-e-dil aa sar-e-mizhgan pe latakte hain pade

teri ulfat ne bhala saang dikhaya nat ka

jab na tab bose pe hatte ho ki dunga na kabhi

maan kar ye na miri jaan phir aisi hat ka

kyuun tiri chaal latak dekh ke dil latke hain

kuchh to ham ko bhi bata kis se ye sikha latka

nat-khati dekh tiri main to achambhe men raha

dil jhapat haath se jhat raag sunaya khatka

ghar base bol bhi kuchh kya hai kharabi thani

kab talak ham se phirega yunhi phatka phatka

dil-e-gum-gashta ki har ik se main karta huun talash

chor jo tha vahi ankhon ko chura kar satka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Apna Ho Kar Bhi Paraya Nazar Aaya Hun Main

Jabin Ka Chand Banun Aankh Ka Sitara Banun

riyaz-khairabadi

Ishq Mein dil-Lagi Si Rahti Hai

poet

dil Mein Har-Chand Hai Khayal Us Ka

Taqdir Pe Shakir Rah Kar Bhi Ye Kaun Kahe Tadbir Na Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet