• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Is Qadar Bhi to Be-Abru Na Samjha Jae

Ab Is Qadar Bhi to Be-Abru Na Samjha Jae

ab is qadar bhi to be-abru na samjha jaa.e

ki aarzu ko miri aarzu na samjha jaa.e

tumhari yaad ka har zaḳhm rista rahta hai

main be-vuzu huun magar ba-vazu na samjha jaa.e

main apne aap se ḳhalvat men baat karta huun

use maraz ai mere chara-ju na samjha jaa.e

vo apna aks agar mujh men dekh hi na sake

to aa.ine ko mire ru-ba-ru na samjha jaa.e

main sirf sunta huun aur sirf bolta vo hai

use ḳhuda ke liye guftugu na samjha jaa.e

ye ek roz koi inqalab la.ega

mira lahu hai use bas lahu na samjha jaa.e

bhaTak raha hai agar dil namaz men to miyan

jo qibla-ru hai use qibla-ru na samjha jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jigar-moradabadi

dil Ko Mita Ke dagh-E-Tamanna diya Mujhe

Sufi

Maskan-O-Mawa-e-Ma Chun Ku-e-Tust

muKhaalifin Ko Hairan Karne Wala Hun

poet

Gham Ke Tapte Hue Sahra Se Nikale Mujhko

Falak Ko Fikr Koi Mehr-O-Mah Tak Pahonche

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet