• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apne Mazi Ko Charaghon Mein Basar Humne Kiya

Apne Mazi Ko Charaghon Mein Basar Humne Kiya

apne maazi ko charaghon men basar ham ne kiya

kaT ga.i raat to didar-e-sahar ham ne kiya

sirf jangen hi nahin jiiti hain hain is duniya men

ma.arka ishq ke maidan ka bhi sar ham ne kiya

dekhne valon ki hairat ka Thikana na raha

ek patthar ko jo chamka ke guhar ham ne kiya

chand men aks nazar aaya hai tera jab se

husn vaale tujhe manzur-e-nazar ham ne kiya

kaun sach bolta hai zalim-o-jabir ke ḳhilaf

kaam duniya men ye be-ḳhauf-o-ḳhatar ham ne kiya

bhuul paana use asan to nahin tha yaaro

kaam ye thoḌa sa mushkil tha magar ham ne kiya

tab kahin ja ke ghazal rang hai laa.i ‘rahbar’

sirf ash.ar men jab ḳhun-e-jigar ham ne kiya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Guman KHak Mein Sab Ke Milane Wala Hai

muTThi Mein Do-Chaar Nahin

Mila Unhen Bhi Maza Dil Pe choT Khane Ka

Koi Ilzam Mere Nam Mere Sar Nahin Aaya

poet

Kis Ki Yaadon Ka Faiz Jari Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet