• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khuda Ke Waste Chehre Se Tuk Naqab Utha

Khuda Ke Waste Chehre Se Tuk Naqab Utha

shah-naseer

khuda ke vaste chehre se tuk naqab utha

ye darmiyan se ab parda-e-hijab utha

ye kaun bada-parasti hai ai but-e-bad-mast

utha jo bazm se teri so ho kabab utha

mutalee se tire bait-abruon ke shokh

rakkhi hai shaikh ne ab taaq par kitab utha

basan-e-naqsh-e-qadam jis ne pa-turab kiya

vo rah-e-ishq men mit kar gharaz shitab utha

ba-chashm-e-tar hi koi dam tu baith varna abas

tu ek dam ke liye bahr se hubab utha

piya hai shisha-e-gardun se jis ne ik jura

misal-e-jam vo ba-dida-e-pur-ab utha

‘nasir’ shor na kar fitna hovega barpa

khuda-na-khvasta ab gar vo mast-e-khvab utha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

faiz-ahmad-faiz

Aaj Shab Koi Nahin Hai

poet

Kaleja Munh Ko Aata Hai Shab-e-Furqat Jab Aati Hai

Hazar Shukr Ki Andesha-E-Maal Gaya

poet

Main Kya Karun Ki Nahin Dil Pe iKHtiyar Mujhe

Yaqin Kaise Karunga Guman Mein Rahta Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet