• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bolte Bolte Jab Sirf Zaban Rah Gae Hum

Bolte Bolte Jab Sirf Zaban Rah Gae Hum

bolte bolte jab sirf zaban rah ga.e ham

tab ishare se bataya ki kahan rah ga.e ham

hamen itni baḌi duniya ka pata thoḌi tha

jahan ham tum hua karte the vahan rah ga.e ham

ham makan bhi the makin bhi the ki bazar tha garm

phir ḳhasara hua aur sirf makan rah ga.e ham

der tak ḳhali makan ḳhali nahin chhoḌte hain

aap tab the hi nahin aap ke haan rah ga.e ham

ghar hi aisa tha ye kuchh dohri masahri vaala

apna rahne ke alava bhi yahan rah ga.e ham

ek avaz ke do hisse hue Thiik hua

tum vahan rah ga.e ḳhamosh yahan rah ga.e ham

paanv darzon men Tika.e hue sar raḳhnon men

is nihan-ḳhane men rah rah ke ayaan rah ga.e ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chaman-Bandi Pe Hai Mahshar Bapa Kya

Soz-E-Dil Sham-E-Tapan Ho Jaise

Pyas Se Meri Dar Gaya Pani

De Sako to Zindagani Do Mujhe

poet

Achchhi Nibhi Butan-E-Sitam-Ashna Ke Sath

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet