• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / Hum Hain Rahi Pyar Ke Humse Kuchh Na Boliye

Hum Hain Rahi Pyar Ke Humse Kuchh Na Boliye

majrooh-sultanpuri

ham hain raahi pyaar ke ham se kuchh na boliye

jo bhi pyaar se mila ham usi ke ho liye

ham hain raahi pyaar ke ham se kuchh na boliye

dard bhi hamen qubul chain bhi hamen qubul

ham ne har tarah ke phuul haar men piro liye

jo bhi pyaar se mila ham usi ke ho liye

dhuup thi nasib men dhuup men liya hai dam

chandni mili to ham chandni men so liye

jo bhi pyaar se mila ham usi ke ho liye

dil ka aasra liye ham to bas yunhi jiye

ik qadam pe hans liye ik qadam pe ro liye

jo bhi pyaar se mila ham usi ke ho liye

raah men pade hain ham kab se aap ki qasam

dekhiye to kam se kam boliye na boliye

jo bhi pyaar se mila ham usi ke ho liye

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sheikh Saadi

Rafti-O-Ham-Chunan Ba-Khayal-e-Man Andari

Kya Kya Na Zindagi Ke Fasane Raqam Hue

yasmeen-hameed

Usi Fitrat Mein Raushan Hain

bilqis-zafirul-hasan

Kab Ek Rang Mein duniya Ka Haal Thahra Hai

mirza-raza-barq

Parda Ulat Ke Usne Jo Chehra dikha diya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet