• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shahr Ka Shahr Salibon Se Saja Hai Ab Ke

Shahr Ka Shahr Salibon Se Saja Hai Ab Ke

akhtar-lakhnvi

shahr ka shahr salibon se saja hai ab ke

un ki aamad ka har andaz naya hai ab ke

qafila qafila maqtal ki taraf jaenge log

shoḳh pahle se bahut rang-e-hina hai ab ke

ye to sach hai vo isi raah se guzrenge magar

koi dekhe na inhen hukm hua hai ab ke

aao ji bhar ke gale mil len rafiqo ham aaj

qatl ki shakl men in.am-e-vafa hai ab ke

mausam-e-gul tire sadqe tiri aamad ke nisar

dekh mujh se mira saaya bhi juda hai ab ke

ek qatra nahin deti hai guzar jaati hai

jo bhi uThti hai ghaTa aisi ghaTa hai ab ke

dosto zikr-e-ruḳh-e-yar se ghafil na raho

dasht-e-zulmat men mahtab luTa hai ab ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

neel-ahmed

Rihai

afzal-allahabadi

dawa-e-dard-e-Gham-O-Iztirab Kya deta

abdurrahman-momin

Maine Jab Khwab Nahin dekha Tha

poet

Ai Yar Mujh Afsurada-E-Hijran Ko Pahunch Tu

Taskin-E-Iztirab-E-Tamanna Na Kijiye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet