• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Ke Virane Mein Kuchh Phul Tamanna Ke Khile

Dil Ke Virane Mein Kuchh Phul Tamanna Ke Khile

dil ke virane men kuchh phuul tamanna ke khile

ham bujhe log tire baagh men aa ja ke khile

mausam-e-ishq ki barish men naha.e itna

ham kisi chashm-e-tasavvur men bhi murjha ke khile

aarzu hai mire marqad pe uge band kali

tu jab aa.e to tire shauq men lahra ke khule

dasht men shor ḳhamoshi ka suna hai main ne

aable paanv ke so.e hue ghabra ke khule

mausam-e-dard ki andhi men tiri yaad aa.i

ham to hijrat men bhi manzar tujhe chamka ke khule

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jis Ko Tai Kar Na Sake Aadmi Sahra Hai Wahi

Na Puchh Marg-E-Shanasai Ka Sabab Kya Hai

ahmad-shahryar

Ashk Bhejen Mauj Ubhaaren Abr Jari Kijiye

Barish Mein Ahd toD Ke Gar Mai-Kashi Hui

Hai Aks-E-Aina Dil Mein Kisi Bilqis-E-Sani Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet