• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Dasht-E-Be-Panah Ki Had Par Bhi KHush Nahin

Is Dasht-E-Be-Panah Ki Had Par Bhi KHush Nahin

is dasht-e-be-panah ki had par bhi ḳhush nahin

main apni ḳhvahishon se bichhaḌ kar bhi ḳhush nahin

ik sarḳhushi muhit hai charon taraf magar

basti men koi shaḳhs koi ghar bhi ḳhush nahin

kitne hain log ḳhud ko jo kho kar udaas hain

aur kitne apne-ap ko pa kar bhi ḳhush nahin

ye kaifiyat ghulam nahin qaid-o-band ki

andar jo apne ḳhush nahin bahar bhi ḳhush nahin

sahil ki bhigi ret pe chalta barhana-pa

main huun udaas aur samundar bhi ḳhush nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bedari KHwabon Ko Bhaari paDti Hai

Bayan Jab Kalim Apni Haalat Kare Hai

afsar-mahpuri

Un Se Har Haal Mein Tum Silsila-Jumban Rakhna

Hae Us Be-KHud-E-Shabab Ka Rang

siraj-aurangabadi

Awwal Sin dil Mera Jo Giraftar Tha So Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet