• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Soch Ke Is Sune Sahra Ko Jab Se Tera Dhyan Mila

Soch Ke Is Sune Sahra Ko Jab Se Tera Dhyan Mila

soch ke is suune sahra ko jab se tera dhyan mila

ham bhi gautam ban baiThe hain ham ko bhi nirvan mila

ham ne dekha raat thi kaali jis ka koi or na chhor

us ne ruḳh se zulf haTa.i suraj ko samman mila

ḳhud sharma.e sau bal khaa.e dekh ke apna ruup sarup

baat ki baat na samjhe yaaro kaisa hamen nadan mila

ashk bhare hain nain kaTore gham ki lazzat yaar na puchh

ishq-nagar ke mehmanon ki ḳhatir kya jalpan mila

raah ba-zat-e-ḳhud maqsad hai chalte rahna manzil hai

basti basti jangal jangal bhaTke to ye gyaan mila

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tere Samne to Samajh Raha Tha Ki Phul Tha

mumtaz-mirza

Bahut dawe Kiye Hain Aagahi Ne

KHamoshi Kalam Ho Gai Hai

Jaane Phir Uske Dil Mein Kya Baat Aa Gai Thi

ahmad-ali-barqi-azmi

Bimar-e-Mohabbat Ki dawa Aur Hi Kuchh Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet