• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Ped Par Jaane Kis Ka dhyan Pada

Ped Par Jaane Kis Ka dhyan Pada

poet

ped par jaane kis ka dhyan pada

ek patthar kahin se aan pada

ek hijrat to mujh ko thi darpesh

hijr bhi us ke darmiyan pada

ye shab-e-tar-tar meri rida

ye sitaron ka saeban pada

ek palde men rakh diya tujh ko

dusre men tha ik jahan pada

kaisi thokar lagi ye sapne men

aankh par kis ka ye nishan pada

ek mutthi men phir zamin simti

ek aansu men asman pada

zindagi yaad aa gai mujh ko

phir tiri samt mera dhyan pada

tu ne nam-o-nishan diya mujh ko

mera hona tha be-nishan pada

girte rahte hain is men sham-o-sahar

bharta rahta hai khak-dan pada

ye hai kashti vajud ki ‘janan’

ye phata dil ka badban pada

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ismail-merathi

Ahwal Se Kaha Kisi Ne Ai Nek-Shiar

Raushni Mein Kis Qadar Diwar-O-Dar Achchhe Lage

Piyun Hi Kyun Jo Bura Jaanun Aur Chhupa Ke Piyun

KHud Apni Zat Ka Nam-O-Nishan Bhul Gae

poet

Manzar Ajab Tha Ashkon Ko Roka Nahin Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet