• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Soch Apni Badal Raha Hun Main

Soch Apni Badal Raha Hun Main

soch apni badal raha huun main

kaf-e-afsos mal raha huun main

jo masarrat ko maat deti hai

fikr men aisi Dhal raha huun main

zulmat-e-shab men raushni ke liye

sham.a ki tarah jal raha huun main

misl-e-gul ḳhush-nasib huun kitna

biich kanTon ke pal raha huun main

atish-e-gham lagi hai siine men

mom jaisa pighal raha huun main

zulm par ehtijaj lazim hai

ḳhuun munh se ugal raha huun main

ye bhi kar-e-jihad hai ‘sahil’

harf-e-haq par aTal raha huun main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kitab-E-Hijr Mein Ek Harf-E-Na-Rasa Ki Tarah

Thakan Ki Gard Se KHush-Rang aahaTon Mein Aa

Jab Kabhi Dard Ke Maron Ki Taraf Dekhta Hun

Kya Kahun Kitni Aziyyat Se Nikali Gai Shab

ain-tabish

Aawara Bhatakta Raha Paigham Kisi Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet